All Stories

Press Ctrl+D To Bookmark Us/Save us To Access in Future Time..

Download and Share Our Apps and HELP to GROW..

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Showing posts with label Haider Movie Dialogues Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Haider Movie Dialogues Lyrics. Show all posts

Song
Khul Kabhi
Singer
Arijit Singh
Music
Vishal Bhardwaj
Lyrics
N/a
Film/Album
Haider

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele honton ko main
Baarishon se choomun aur keh jaaoon
Tu zameen hai, tu meri zameen

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Lab tere yun khule jaise harf the
Honth par yun ghule jaise barf the
Aana zara zabaan mein haule haule saans sa
Senk doon tujhe
Lab tere yun khule jaise harf the
Hont par yun ghule jaise barf the
Tu hi tu hai, main kahin nahi
Par kabhi toh khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Jal ke main sochta tha
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Tu meri kasam tu mera yakeen

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele hothon ko main
Baarishon se choomun aur keh jaaoon

Khul Kabhi Lyrics - Arijit Singh | Haider

Posted at 23:06 |  by Unknown
Directed: Vishal Bhardwaj
Produced: Vishal Bhardwaj,Shahid Kapoor 
Written: Vishal Bhardwaj
Based: Hamlet by William Shakespeare
Starring: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Irrfan Khan ,Tabu and Kay Kay 
Music: Vishal Bhardwaj

Release dates: September 12, 2014

Haider mera intqaam lena mere bhai se, uski dono aankhon mein golian daghna jin aankhon se usne tumhari maa pe fareeb daaly the.
Warna tu bhi disappear ho jayega, aapne baap ki tarah

Tabu: Disappeared logo ki biwiyaan aadhi bewa kehlati hai, half widows.

Hum Hain k hum nahi !

Shraddha Kapoor: I have lov-ed you more than my life

Shahid Kapoor: Maa jab jhooth bole na, nahi acchi lagti

Shahid Kapoor: "Dil ki gar sunon to hai, dimagh ki to hai nahi,
jaan loon k jaan doon, main rahun k main nahi "

Shraddha Kapoor: Aap ne dhoka diya hai mujhy.

Shahid Kapoor: Hello...Hello... mike testing 1 2 3... hello... Aawaz aa rahi hai aap logon ko hello... hello... hello... !!

Haider Movie Dialogues

Posted at 23:22 |  by Unknown

Please SAVE US as Bookmark Press (CTRL+D)

Tell your friends!

LIKE US ON FACEBOOK+

GOOGLE+
eXTReMe Tracker

Note

all the images of this blog are taken from google search result. if you think that is problem with you feel free to contact us with proof i will remove from this blog.

Contact Form

Name

Email *

Message *

back to top