All Stories

Press Ctrl+D To Bookmark Us/Save us To Access in Future Time..

Download and Share Our Apps and HELP to GROW..

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Showing posts with label Sidharth Malhotra. Show all posts
Showing posts with label Sidharth Malhotra. Show all posts

Humdard - Ek Villain
Humdard Lyrics from Ek Villain: It's melody king Mithoon's third song in Ek Villain, This one is sung by Arijit Singh. Jo tu mera humdard hai Lyrics are also written by Mithoon.
Song Title: Humdard
Movie: Ek Villain (2014)
Lyrics / Music: Mithoon
Singer: Arijit Singh
Star Cast: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh
Music Label: T-Series

Humdard Lyrics

Pal, do pal, ki hi kyun hai zindagi
Iss, pyar, ko hai sadiyaan kaafi nahi
Toh khuda se maang lun
Mohalat main ik nayi
Rehna hai bas yahaan
Ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujhko inhi se ummeed mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Inme hi hai sadaa hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera Humdard hai
Jo tu mera Humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera Humdard hai

Woooo...

Teri dhadkano se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duaaein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lotunga yahaan tere paas main haan
Waada hai mera mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai
hmmm.. humdard hai...

HUMDARD LYRICS - Ek Villain Song | Mithoon, Arijit Singh

Posted at 23:24 |  by Unknown

Zaroorat - Ek Villain
Zaroorat Lyrics from Ek Villain: The song is sung by Pakistani musician Mustafa Zahid & composed by Mithoon Sharma and Mujhe teri zaroorat hai Lyrics are penned by Mithoon himself.
Song Title: Zaroorat
Movie: Ek Villain (Release Date: 27 June, 2014)
Lyrics / Music: Mithoon
Singer: Mustafa Zahid
Star Cast: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh
Music Label: T-Series

Zaroorat Lyrics

Ye dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiye
Ye dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiyein
Kyun rooh meri ye sahe
Main adhoora jee raha hoon
Hardum ye keh raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai (x2)

Andheron se tha mera rishta bada
Tune hi ujaalon se waaqif kiya
Ab lauta main hoon inn andheron mein phir
Toh paaya hai khud ko begaana yahaan
Tanhaayi bhi mujhse khafaa ho gayi
Banjaron ne bhi thukra diya
Main adhoora jee raha hoon
Khud par hi ik sazaa hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai

Hmm.. tere jism ki woh khushbuein
Ab bhi inn saanson mein zinda hai
Mujhe ho rahi inse ghutan
Mere gale ka ye phanda hai
Aaa..

Ho.. tere choodiyon ki woh khanak
Yaadon ke kamre mein goonje hai
Sunkar isey aata hai yaad
Haathon mein mere zanjeerin hain
Tuhi aake inko nikaal zaraa
Kar mujhe yahaan se rihaa
Main adhoora jee raha hoon
Ye sadaayein de rahaa hoon (sadaayein: awaaz)
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai

ZAROORAT LYRICS - Ek Villain | Mustafa Zahid, Mithoon

Posted at 23:23 |  by Unknown

Awari - Ek Villain
Awari Lyrics from Ek Villain: Soch Band's song for Nescafé Basement which released in 2012 is now part of Mohit Suri's film. This new version is a duet, sung by Adnan Dhool and Momina Mustehsan.
Song Title: Awari
Movie: Ek Villain (2014)
Lyrics / Music: Rabbi Ahmed, Adnan Dhool (SOCH Band)
Singers: Adnan Dhool, Momina Mustehsan
Star Cast: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh
Music Label: T-Series

Awari Lyrics

Teri baahon mein jo sakoon tha mila
Maine dhoonda bahut tha
Phir na milaa...

Duniya chhoona chaahe mujhko yun
Jaisay unki saari ki saari main
Duniya dekhe roop mera
Koi na jaane bechari main

Haaye, tooti saari ki saari main
Tere ishq mein hoi Awari main
Haaye, tooti saari ki saari main
Tere ishq mein hoi Awari main

Koi shaam bulaaye
Koi daam lagaaye
Main bhi upar se hansti
Par andar se haaye..
Kyun dard chupaye baithi hoon
Kyun tu mujhse kehti hai
Main khud hi bikhra huaa

Haaye andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main
Haaye andar andar se toota main..
Tere ishq mein khud hi se rootha main

Main jee bharke ro lun
Teri baahon mein so lun
Aa phir se mujhe mill
Main tujhse ye bolun
Tu anmol thi
Pal pal bolti thi
Aisi chup tu laga ke gayi
Saari khushiyaan kha ke gayi

Haaye, andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main
Haaye, teri hoon saari ki saari main
Ho.. tere liye na saari main

AWARI LYRICS - Ek Villain Song by SOCH Band

Posted at 23:22 |  by Unknown

Cute Shraddha Kapoor in Ek Villain Movie Photo Gallery

Download Ek Villain Movie HD Movie Stills in 1080p

Ek Villain Movie HDTV Poster Download in 1080p

Ek Villain Movie HDTV Stills Download Free

Hot Shraddha Kapoor in Ek Villain Movie HD Picture

Romantic Couple of Ek Villain Movie HD Wallpaper Download

Sexy Sidharth Malhotra New Look in Ek Villain Movie HD Photo

Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor in Ek Villain Movie

Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor Kissing in Ek Villain Movie Picture

Hindi Movie Ek Villain 2014 New HD Wallpapers, Photos, Pictures and HDTV Posters Download Free

Cute Shraddha Kapoor in Ek Villain Movie Photo Gallery

Download Ek Villain Movie HD Movie Stills in 1080p

Ek Villain Movie HDTV Poster Download in 1080p

Ek Villain Movie HDTV Stills Download Free

Hot Shraddha Kapoor in Ek Villain Movie HD Picture

Romantic Couple of Ek Villain Movie HD Wallpaper Download

Sexy Sidharth Malhotra New Look in Ek Villain Movie HD Photo

Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor in Ek Villain Movie

Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor Kissing in Ek Villain Movie Picture

Posted at 01:28 |  by Unknown

Ek Villain 2014 Movie Info:
- Cast : Shraddha Kapoor, Sidharth Malhotra, Riteish Deshmukh
- Release Date : Jun 27, 2014
- Producer : Ekta Kapoor
- Director : Mohit Suri

Ek Villain 2014 Movie Famous Dialogues
Shraddha Kapoor: I Am Aisha.

Sidharth Malhotra: Guru.

Shraddha Kapoor: Itna Sarru ban k Kiun bool rahy ho?

Shraddha Kapoor: Ary jaisy superman k costume mein laal chaddi pehan'na compulsory hai , wesy e tum gangster ka ye sarru look compulsory hai kiya....

Shraddha Kapoor: Jab tak ham kisi k hamdard nahi banty na,      Tab tak ham dard sy, har dard ham sy juda nahi hota !

Shraddha Kapoor: Andhery ko andhera nahi sirf roshani mita sakti hai,    Nafrat ko nafrat nahi, sirf piyar mita sakta hai...

Keep Visiting For More Dialogues...

Ek Villain Hindi Movie Dialogues

Posted at 20:23 |  by Unknown
Here is the First look poster of Sidharth malhotra and Shraddha Kapoor from Ek Villain Movie. This movie is produced by Balaji motion pictures and directed by Aashiqi 2 fame director Mohit suri. This first song from the film 'Galliyan' to be released on 9th may.

First Look Sidharth-Shraddha from Ek Villain Movie

Here is the First look poster of Sidharth malhotra and Shraddha Kapoor from Ek Villain Movie. This movie is produced by Balaji motion pictures and directed by Aashiqi 2 fame director Mohit suri. This first song from the film 'Galliyan' to be released on 9th may.

Posted at 01:23 |  by Unknown

Banjaara - Ek Villain
Banjara Lyrics from Ek Villain: A nice melodious song composed by Tum Hi Ho creator MITHOON. The song is sung by Baarish & Dard Dilon Ke singer Mohd. Irfan while Koi mujhko yun mila hai, Jaise banjare ko ghar lyrics are penned by Mithoon himself.
Song Title: Banjaara
Movie: Ek Villain (2014)
Lyrics / Composer: Mithoon
Singer: Mohd. Irfan
Video Picturised on: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor
Music Label: T-Series

Banjaara Lyrics

Haan..
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm...

Andhere ko andhera nahi, Sirf roshni mita sakti hai
Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mita sakta hai

Jaise koi kinaara
Deta ho sahara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar

Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe woh phir se sikha raha

Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar

Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar...

BANJARA LYRICS (Jaise Banjare Ko Ghar) - Ek Villain Song

Posted at 02:44 |  by Unknown

Exclusive Photos: Sidharth Malhotra & Shraddha Kapoor’s Chemistry in The Villain

Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor
Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor
The Mauritius schedule of The Villain was supposed to be a big one, where Sidharth Malhotra and Shraddha Kapoor got to really explore their on-screen chemistry against the backdrop of some gorgeous locations. I’ve got you two exclusive pictures from their on-location shoot – these were taken during the shooting of a romantic song titled Galiyaan. This song also features a passionate kiss between Sid and Shraddha, so you’ll want to keep an eye out for that!
Shraddha Kapoor and Sidharth Malhotra
Shraddha Kapoor and Sidharth Malhotra

Sidharth Malhotra & Shraddha Kapoor’s Chemistry in The Villain

Posted at 04:04 |  by Unknown

Galliyan - Ek Villain
Galliyan Lyrics from Ek Villain: A beautiful romantic song by Sunn Raha Hai singer / composer Ankit Tiwari starring Sidharth Malhotra & Shraddha Kapoor. Galiyan Lyrics are penned by Manoj Muntashir.

Song Title: Galliyan
Movie: Ek Villain (2014)
Singer/Composer: Ankit Tiwari
Lyrics: Manoj Muntashir
Star Cast: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor, Riteish Deshmukh
Music Label: T-Series

Galliyan Lyrics

( Jab tak hum kisi ke humdard nahi bante na )
( Tab tak hum dard se aur dard hum se juda nahi hota )

O.. Yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere
Yahin marna aur jeena
Yahin Mandir aur Madeena... x2

Teri galliyan... galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galliyan, teri galliyan
Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpavein, galliyan teri, Galliyan...

Tu meri neendo me sota hai
Tu mere ashqo mein rota hai
Sargoshi si hai khayalon mein
Tu na ho, phir bhi tu hota hai
Hai sila.. tu mere dard ka

Mere dil ki duaayein hain..
Teri galliyan... galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan..

Kaisa hai rishta tera-mera
Be-chehra phir bhi kitna gehra
Ye lamhe, lamhe ye resham se
Kho jaayein.. kho na jaayein humse
Kaafila.. waqt ka.. rok le..
Abr se juda na ho

Teri galliyan... galliyan teri galliyan..
Mujhko bhaave galiyan teri galiyan
Teri galiyan...galiyaan teri galliyan..
Yuhin tadpaave galliyan teri galliyan..

Galliyan...
Teri galliyan..
Tadpaavein...

GALLIYAN LYRICS - Ek Villain Song | Ankit Tiwari

Posted at 10:48 |  by Unknown

Please SAVE US as Bookmark Press (CTRL+D)

Tell your friends!

LIKE US ON FACEBOOK+

GOOGLE+
eXTReMe Tracker

Note

all the images of this blog are taken from google search result. if you think that is problem with you feel free to contact us with proof i will remove from this blog.

Contact Form

Name

Email *

Message *

back to top