Kaun Madari Yahan Lyrics - Satyamev Jayate (Season 2)

SONG : Kaun Madari Yahan Kaun Jamura
TV SERIAL : Satyamev Jayate (Season 2)
SINGER : Swanand Kirkire
LYRICS : Swanand Kirkire
MUSIC : Ram Sampath
PERFORM : Amir Khan
YRF Music
Kaun Madari Yahan Kaun Jamura Lyrics
Kaun hai madari yahan kaun jamura
Kaun hai madari yahan kaun jamura
Kursi pe jo betha usey main badmash samjha
Aur khud ko samajh betha main cheedi ka durra
Kaun hain madari yahan kaun jamura
Seva ka waada karke woh meva kha gaya
(haa meva kha gaya re wo to meva kha gaya)
Raja woh khud bana mujhe pyada bana gaya
(pyada bana gaya mujhe pyada bana gaya)
Ho...
Mar bhadak mere dil, yun khud pe na ghurra
Tu hi tha nasamajh jo usey de diya turrah
Kaun hai madari yahan kaun jamura
Kaun hai madari yahan kaun jamura
Janta ka hai ye tantar
Janta hi iska mantar
(janta hi iska mantar
Janta hi iska mantar)
Janta hi raja parja madari or jamura
Ye desh hai swatantar, ye mulk hai swatantar
Ho... mujhe hi poora karna har kaam adhura
Ab pee ke na jhoome ab satta ka dhatura
Kaun hai madari yahan kaun jamura
Kaun hai madari yahan kaun jamura
_____
Kaun Hai Madari Yahan Kaun Jamura song lyrics from hindi tv serial Satyamev Jayate.
The song is sung by Swanand Kirkire, music composed by Ram Sampath and
lyrics penned by Swanand Kirkire. This is 2nd season 4th episode King Every Day.
0 comments:
Press Ctrl+D To Bookmark Us/Save us To Access in Future Time..