Sahib Lyrics - Bhoothnath Returns

SONG : Sahib
SINGER : Returaj
MOVIE : Bhoothnath Returns (2014)
MUSIC : Ram Shampath
LYRICS : Munna Dhiman
CAST : Amitabh Bachchan, Parth
SOUNDTRACK : T-Series
Sahib Lyrics
Sahib nazar rakhna, maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna, maula nazar rakhna
Tera karam sabko mile, sabki fikar rakhna
Sahib nazar rakhna, maula nazar rakhna
Na aadmi ki aadmi jhele gulaamiyaan
Na aadmi se aadmi maange salaamiyaan
Jo fark paida ho rahe woh fark gark ho
Sabko barabar baant ye dharti ye aasmaan
Koi bhi na ho dard rakhna, sabki khabar karkhna
Sahib nazar rakhna, maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna, maula nazar rakhna
Sab sar utha ke chal sake, sabko ye bal mile
Koi kisi awaaz ko, data kuchal na de
Yahan kaam bhi sabko mile, aaraam bhi sabko
Mehnat kare jo aadmi, mehnat ka phal mile
Har bol pe, har baat pe, apna asar rakhna
Sahib nazar rakhna, maula nazar rakhna
Sahib nazar rakhna, maula nazar rakhna
Maula.... Maula..
_____
SAHIB lyrics of hindi film Bhoothnath Returns. The song is sung by Returaj, lyrics penned by Munna Dhiman and music composed by Ram Sampath.
0 comments:
Press Ctrl+D To Bookmark Us/Save us To Access in Future Time..